تیرہ رجب کی تازہ ہوا کو مبارکیں
Terah Rajab Ki Taaza Hawa Ko Mubaarakeṅ
Show
تیرہ رجب کی تازہ ہوا کو مبارکیں
۱
تبدیل جو ہوئی ہے فضا کو مبارکیں
پیدا ہوئے ہیں مولا علی کبریا کے گھر
سب مل کے دیجیے گا خدا کو مبارکیں
Terah Rajab Ki Taaza Hawa Ko Mubaarakeṅ
1
Tabdil jo hui hai fiza ko mubaarakeṅ
Paida hue haiṅ Maula Ali Kibriya ke ghar
Sab mil ke dijiye ga Khuda ko mubaarakeṅ