Appearance

Make the archive comfortable to read on this device.

Current theme: Auto (device)

Theme
Light reading (6)
Dark reading (4)

شبیر ہے سفر میں اور ساتھ زہرا ثانی

Shabbir Hai Safar Meiṅ

Add to set
Show

شبیر ہے سفر میں اور ساتھ زہرا ثانی

شبیر ہے سفر میں اور ساتھ زہرا ثانی دہرائی حسبنا کی امت نے پھر کہانی
۱ کعبے کے مالکوں کے احرام کھول ڈالے آیات انما کی کچھ بھی قدر نہ جانی
۲ نو خیز خونِ اکبر ہے دین کی رگوں میں قائم ہے جس کا صدقہ اسلام کی جوانی
۳ مختار ان کے بچے ہیں آب آب کرتے فرطِ حیا سے دریا ہوتا ہے پانی پانی
۴ قرآن تذکرہ ہے آل نبی کے گھر کا خونِ رگِ شہیداں تفسیر ہے پرانی
۵ ہے التجا رضا کی پیش سفیر اکبر آنکھوں سے خون بن کر ٹپکے تیری کہانی

Shabbir Hai Safar Meiṅ

Shabbir hai safar meiṅ aur saath Zahra saani Dohraayi hasbuna ki ummat ne phir kahaani
1 Kaabe ke maalikoṅ ke ehraam khol daale Aayat-e-innama ki kuch bhi qadr na jaani
2 Nau khez khun-e-Akbar hai din ki ragoṅ meiṅ Qaaem hai jis ka sadqa Islam ki jawaani
3 Mukhtaar un ke bachche haiṅ aab aab karte Fart-e-haya se darya hota hai paani paani
4 Quraan tazkira hai Aal-e-Nabi ke ghar ka Khun-e-rag-e-shahidaaṅ tafsir hai puraani
5 Hai iltija Raza ki pesh-e-safir-e-Akbar Aankhoṅ se khun ban kar tapke teri kahaani