لب پہ جب مُرتضیٰ نہیں ہوتا
Lab Pe Jab
Show
لب پہ جب مُرتضیٰ نہیں ہوتا
لب پہ جب مُرتضیٰ نہیں ہوتا
حل کوئی مسئلہ نہیں ہوتا
۱
کس قدر بد نصیب ہوتا ہے
جس کا مشکل کشا نہیں ہوتا
۲
سچ تو یہ ہے بغیر حُبِ علی
کوئی سجدہ ادا نہیں ہوتا
۳
نام عباس کا تصدق ہے
ورنہ نامِ وفا نہیں ہوتا
۴
جنگ کرتے جو حضرتِ عباس
جانے کیا ہوتا کیا نہیں ہوتا
۵
شہ نہ ہوتے تو حق و باطل کا
حشر تک فیصلہ نہیں ہوتا
۶
رو کے کہتے تھے عابدِ بیمار
دل سے یہ غم جُدا نہیں ہوتا
۷
ہوتے عباس کہتی تھی زینب
سر میرا بے ردا نہیں ہوتا
Lab Pe Jab
Lab pe jab Murtaza nahiṅ hota
Hal koi masla nahiṅ hota
1
Kis qadar badnasib hota hai
Jis ka mushkil kusha nahiṅ hota
2
Sach to ye hai baghair hubb-e-Ali
Koi sajda ada nahiṅ hota
3
Naam Abbaas ka tasadduq hai
Warna naam-e-wafa nahiṅ hota
4
Jang karte jo Hazrat-e-Abbaas
Jaane kya hota kya nahiṅ hota
5
Sheh na hote to haq o baatil ka
Hashr tak faisla nahiṅ hota
6
Ro ke kehte the Aabid-e-bimaar
Dil se ye gham juda nahiṅ hota
7
Hote Abbaas kehti thi Zainab
Sar mera berida nahiṅ hota