کربلا معلیٰ میں بین الحرمین کا منظر
Karbala Moalla Meiṅ Bain-ul-Haramain Ka Manzar
Show
کربلا معلیٰ میں بین الحرمین کا منظر
۱
اک سمت ہیں عباس تو اک سمت ہیں شبیر
وہ خالقِ قرآنِ وفا ہے تو یہ تطہیر
ہمشکلِ علی وہ ہیں یہ احمد کی ہیں تصویر
کر گور کہ دونوں کے ہی ہاتھوں میں ہے تقدیر
دونوں ہی حقیقت میں ولی ابنِ ولی ہیں
اک سرِ محمد ہے تو اک سرِ علی ہیں
Karbala Moalla Meiṅ Bain-ul-Haramain Ka Manzar
1
Ik simt haiṅ Abbaas to ik simt haiṅ Shabbir
Wo khaaliq-e-Quraan-e-wafa hai to ye tathir
Hamshakl-e-Ali wo haiṅ ye Ahmad ki haiṅ tasvir
Kar gur ke donoṅ ke hi haathoṅ meiṅ hai taqdir
Donoṅ hi haqiqat meiṅ wali Ibn-e-wali haiṅ
Ik sar-e-Muhammad hai to ik sar-e-Ali haiṅ