ہر وقت زمانے سارے میں
Har Waqt Zamane
Show
ہر وقت زمانے سارے میں
ہر وقت زمانے سارے میں
شبیر کا ماتم ہوتا ہے
سجاد تو رونے والے ہیں
تطہیر کا ماتم ہوتا ہے
۱
رونا بھی عبادت ہے لیکن
اس کو عبادت کہتے ہیں
کچھ آگ پہ ماتم کرتے ہیں
زنجیر کا ماتم ہوتا ہے
۲
وہ بازو کون سے ہے دیکھو
کٹ کر بھی علم کے ساتھ رہے
اس فاتح خیبر حیدر کی
تصویر کا ماتم ہوتا ہے
۳
ہمشکل پیمبر کو دیکھو
برچھی کو سنبھالے سوئے ہیں
قاسم پہ جوانی روتی ہے
بے شیر کا ماتم ہوتا ہے
Har Waqt Zamane
Har waqt zamane saare meiṅ
Shabbir ka maatam hota hai
Sajjad to rone waale haiṅ
Tathir ka maatam hota hai
1
Rona bhi ibaadat hai lekin
Is ko bhi ibaadat kehte haiṅ
Kuchh aag pe maatam karte haiṅ
Zanjir ka maatam hota hai
2
Wo baazu kaun se hai dekho
Kat kar bhi alam ke saath rahe
Us faatah-e-Khaibar Haidar ki
Tasvir ka maatam hota hai
3
Hamshakl-e-Payambar ko dekho
Barchhi ko sambhaale soye haiṅ
Qasim pe jawaani roti hai
Beshir ka maatam hota hai