بہار آئی، بہار آئی
Bahar Aayi Bahar Aayi
Show
بہار آئی، بہار آئی
۱
بہار آنے کو ہے یوں تو جہاں میں ہے ہزار آئی
مگر ایسی بہارِ بے خزاں ہے پہلی بار آئی
۲
بہار آئی، بہار آئی، بہار آئی، بہار آئی
بہار اس ماہ میں زہرا کے گھر ہے چار بار آئی
۳
محمد کے گھرانے میں محمد ہی محمد ہیں
ہے اک صورت جو ہے صورت بدل کر بار بار آئی
۴
ذرا اُن سے یہ کہہ دیجیے کہ رہیے ہوشیار، آئی
وہ آئی، دیکھیے سر پر، وہ آئی ذوالفقار آئی
۵
علی کا نام لے کر میں نے کھولی آنکھ مرقد میں
مدد مولا کی میری قبر میں قبل از فشار آئی
Bahar Aayi Bahar Aayi
1
Bahar aane ko hai yuṅ to jahaṅ maiṅ hai hazar aayi
Magar aisi bahare bekhizaaṅ hai pehli bar aayi
2
Bahar aayi Bahar aayi Bahar aayi Bahar aayi
Bahar is mah maiṅ Zehra ke ghar hai char bar aayi
3
Muhammad ke gharane maiṅ Muhammad hi Muhammad haiṅ
Hai ik surut jo hai surat badal kar baar baar aayi
4
Zara unsay ye keh dijie ke rahiye hoshiyar aayi
Wo aayi daykhiye sar par wo aayi Zulfiqar aayi
5
Ali ka naam le kar meinay kholi aankh marqad maiṅ
Madad Maula ki meri qabar may qabl az fishar aayi