آندھی کبھی بارش کبھی طوفاں کا عالم
Aandhi Kabhi Barish Kabhi Tufaṅ Ka Aalam
Show
آندھی کبھی بارش کبھی طوفاں کا عالم
۱
آندھی کبھی بارش کبھی طوفاں کا عالم
ہر دور میں موسم کے تغیر سے لڑی ہے
چودہ سو برس بیت گئے عشقِ علی میں
ٹوٹی ہوئی دیوار بھی پیروں پہ کھڑی ہے
Aandhi Kabhi Barish Kabhi Tufaṅ Ka Aalam
1
Aandhi kabhi barish kabhi tufaṅ ka aalam
Har daur meiṅ mausam ke taghayyur se lari hai
Chaudah sau baras bit gaye ishq-e-Ali meiṅ
Tuti hui diwar bhi pairoṅ pe khari hai