Soz · 32
شور ہے شام کے لشکر میں کہ عباسؑ آئے
Shor hai Sham ke lashkar meiṅ ke Abbas aaye
Source pages:101
Show

Shor hai Sham ke lashkar meiṅ ke Abbas aaye
Aur tawatur khabar aai ke bahut pas aaye
Pau-e-gham Shah-e-Shahidaṅ se ba-sad-yas aaye
Boli taqdir ke ye jang inheiṅ ras aaye
Barh ke ghore ka shujaat ne qadam chum liya
Fath ne gosha-e-daman-e-alam chum liya
(Bashukriya sozkhwaṅ Bahadur Husain Rizvi o Syed Ali)
شور ہے شام کے لشکر میں کہ عباسؑ آئے
اور تواتر خبر آئی کہ بہت پاس آئے
پَوِ غم شاہِ شہیداں سے بصد یاس آئے
بولی تقدیر کہ یہ جنگ اِنہیں راس آئے
بڑھ کے گھوڑے کا شجاعت نے قدم چوم لیا
فتح نے گوشۂ دامانِ عَلم چوم لیا
(بشکریہ سوزخواں بہادر حسین رضوی و سید علی)