Soz · 23
کام آئے رفقا شاہؑ کے جب میدان میں
Kam aaye rufaqa Shah ke jab maidan meiṅ
Source pages:100
Show

Kam aaye rufaqa Shah ke jab maidan meiṅ
Aur akela raha wo mah-e-Arab maidan meiṅ
Aa ke mujra kiya Abbas ne tab maidaṅ meiṅ
Ro ke ki arz ke hum jate haiṅ ab maidaṅ meiṅ
Shah ne farmaya ke tanha to na chhore jao
Bhai Abbas kamar meri na tore jao
کام آئے رفقا شاہؑ کے جب میدان میں
اور اکیلا رہا وہ ماہِ عرب میدان میں
آ کے مجرا کیا عباسؑ نے تب میداں میں
رو کے کی عرض کہ ہم جاتے ہیں اب میداں میں
شہؑ نے فرمایا کہ تنہا تو نہ چھوڑے جاؤ
بھائی عباسؑ کمر میری نہ توڑے جاؤ