Soz · 7
شریکِ صبرِ شہِ مشرقین ہیں زینبؑ
Sharik-e-sabr-e-Shah-e-Mashriqain haiṅ Zainab
Source pages:97
Show

Sharik-e-sabr-e-Shah-e-Mashriqain haiṅ Zainab
Ke ain, Fatima ki nur-e-ain haiṅ Zainab
Dil-e-Muhammad o Haider ka chain haiṅ Zainab
Khuda ki rah meiṅ bilkul Husain haiṅ Zainab
Husain mard-e-rah-e-inqilab haiṅ goya
Ye auratoṅ meiṅ amal ki kitab haiṅ goya
(Bashukriya sozkhwaṅ Syed Khadim Abbas Jalalvi)
شریکِ صبرِ شہِ مشرقین ہیں زینبؑ
کہ عین، فاطمہؑ کی نورِ عین ہیں زینبؑ
دلِ محمدؐ و حیدرؑ کا چین ہیں زینبؑ
خدا کی راہ میں بالکل حسینؑ ہیں زینبؑ
حسینؑ مردِ رہِ انقلاب ہیں گویا
یہ عورتوں میں عمل کی کتاب ہیں گویا
(بشکریہ سوزخواں سید خادم عباس جلالوی)