Appearance

Make the archive comfortable to read on this device.

Current theme: Auto (device)

Theme
Light reading (6)
Dark reading (4)

Rubaiyat · 16

حیدرؑ کی فضیلت کا بیاں ہے اب تک

Haider ki fazilat ka bayaṅ hai ab tak

Source pages:92

Add to Recitation Set
Show
Original Basta page 92
Rubai Haider ki fazilat ka bayaṅ hai ab tak Tarikh-e-zamana nigraṅ hai ab tak Jis dar se gayiṅ Bint-e-Asad Kaaba meiṅ Diwar meiṅ us dar ka nishaṅ hai ab tak
رباعی حیدرؑ کی فضیلت کا بیاں ہے اب تک تاریخِ زمانہ نگراں ہے اب تک جس در سے گئیں بنتِ اسدؑ کعبہ میں دیوار میں اُس دَر کا نشاں ہے اب تک