Qita'aat · 30
اسیرِ عشقِ شہِ مشرقین میں ہوتے
Asir-e-ishq-e-Shah-e-Mashriqain meiṅ hote
Source pages:88
Show

Qita
Asir-e-ishq-e-Shah-e-Mashriqain meiṅ hote
Wila meiṅ dub ke aram o chain meiṅ hote
Ye sab shahid agar Karbala meiṅ hote
Khuda gawah hai fauj-e-Husain meiṅ hote
(Baraye shuhada-e-mazhabi / Sindh Police)
قطعہ
اسیرِ عشقِ شہِ مشرقین میں ہوتے
ولا میں ڈوب کے آرام و چین میں ہوتے
یہ سب شہید اگر کربلا میں ہوتے
خدا گواہ ہے فوجِ حسینؑ میں ہوتے
(برائے شہداء مذہبی / سندھ پولیس)