Qita'aat · 23
نجاتِ حشر کے ضامن کا گھر ہے
Nijat-e-hashr ke zamin ka ghar hai
Source pages:88
Show

Haider Ali Akhtar Kaghli Marhum
Nijat-e-hashr ke zamin ka ghar hai
Yaqinan din ke Mohsin ka ghar hai
Sadaeṅ aa rahi haiṅ 'Ya Ali' ki
Ye ghar goya kisi Momin ka ghar hai
حیدر علی اختر کاغلی مرحوم
نجاتِ حشر کے ضامن کا گھر ہے
یقیناً دین کے محسن کا گھر ہے
صدائیں آ رہی ہیں 'یاعلیؑ' کی
یہ گھر گویا کسی مومن کا گھر ہے